Ghar Se Nikalte Hi

-
  • TextText file is a kind of computer file that is structured as a sequence of lines of electronic text.
  • WordUse for Microsoft Office Word or Open Office
  • PDFUse for Abobe Acrobat

Ghar Se Nikalte Hi - Amaal Mallik & Armaan Malik Lyrics


Ghar se nikalte hi
Kuch door chalte hi
Raste mein hai uska gharPehli dafaa maine
Jab usko dekha to
Saansein gayi yeh theharRehti hai dil mein mere
Kaise bataaun usey
Main toh nahi keh sakaa
Koi bataa de useyGhar se nikalte hi
Kuch door chalte hi
Raste mein hai uska ghar
Uski gali mein hai dhali
Kitni hi shaamein meri
Dekhe kabhi woh jo mujhe
Khush hoon main itne mein hiMaine tareeke sau aazmaaye
Jaake usey na kuch bol paye
Baithe rahe hum raat bharJo paas jaata hoon
Sab bhool jaata hoon
Milti hai jab yeh nazarGhar se nikalte hi
Kuch door chalte hi
Raste mein hai uska gharKal jo miley woh raahon mein
Toh main usey rok loon
Uske dil mein kya hai chhipa
Ik baar main poochh loon
Par ab wahaan woh rehti nahi hai
Maine suna hai woh jaa chuki hai
Khaali pada hai yeh shehar...Main phir bhi jaata hoon
Sab dohraata hoon
Shayad miley kuch khabarGhar se nikalte hi
Kuch door chalte hi
Raste mein hai uska ghar

Ghar Se Nikalte Hi lyrics !!!