Itni Si Baat Hain (From "Azhar")

-
  • TextText file is a kind of computer file that is structured as a sequence of lines of electronic text.
  • WordUse for Microsoft Office Word or Open Office
  • PDFUse for Abobe Acrobat

Itni Si Baat Hain (From "Azhar") - Arijit Singh & Antara Mitra Lyrics


Tere dar pe aake tham gaye
Naina namaazi bann gaye
Ek dooje mein yun dhal ke
Aashiqana aayat ban gaye
Main aur TumKaisi dil lagaai kar gaye
Rooh ki rubaai bann gaye
Khaali khaali dono the jo
Thoda sa dono bhar gaye
Main aur TumChalo ji aaj saaf saaf kehta hoon
Itni si baat hai mujhe tumse pyar hai
Yunhi nahi main tumpe jaan deta hoon
Itni si baat hai mujhe tumse pyar hai
Chalo ji aaj saaf saaf kehta hoon
Itni si baat hai mujhe tumse pyar hai
Mujhe tumse pyaar hai.Lage na yeh dhoop zaroori
Lage na yeh chhaanv zaroori
Milte hain ishq zameen par
Ab do hi naam zaroori
Main aur TumApna khuda bhi hoga
Apna hi rab le lenge
Khud ki bana ke duniya
Ye zindagi jee lenge
Main aur TumChalo ji aaj saaf saaf kehta hoon
Itni si baat hai mujhe tumse pyar hai
Yunhi nahi main tumpe jaan deta hoon
Itni si baat hai mujhe tumse pyar hai
Mujhe tumse pyaar hai.
Ek tum, ek main, teeja maangu kya khuda se
Dil doon, jaan doon, kya doon itna bata de
Tera mera rishta hai saanson se bhi naazukTum sa, hum sa, koi duja na hoga na hua re
Do dil sa ik seene mein hai jaise Main aur Tum
Ab dono hum ik jeene mein hain jaise
Main aur TumJaan se zyada chaha tumko piya re
Harpal, hardum, humdum tumko jiya reAaj saaf saaf kehta hoon
Itni si baat hai mujhe tumse pyar hai
Yunhi nahi main tumpe jaan deta hoon
Itni si baat hai mujhe tumse pyar haiChalo ji aaj saaf saaf kehta hoon
Itni si baat hai mujhe tumse pyar hai
Mujhe tumse pyaar hai.

Itni Si Baat Hain (From "Azhar") lyrics !!!