Main Hoon Hero Tera (Armaan Malik Version)

-
  • TextText file is a kind of computer file that is structured as a sequence of lines of electronic text.
  • WordUse for Microsoft Office Word or Open Office
  • PDFUse for Abobe Acrobat

Main Hoon Hero Tera (Armaan Malik Version) - Armaan Malik Lyrics


Aankhon ke panno pe
Maine likha tha sau dafaa
Lafzon mein jo ishq tha
Hua naa hothon se bayaan
Khud se naraaz hoon
Kyun be-aawaaz hoonMeri khamoshiyan hain sazaa
Dil hai yeh sochta
Phir bhi nahi pataaKis haq se kahun bataaKe Main Hoon Hero Tera (Main hoon hero hero tera)
Raahon mein bhi, har kadam
Main tere saath chala
Haathon mein thhe ye haath magar
Phir bhi rahaa faasla
Seene mein hain chhupe
Ehsaas pyaar ke
Bin kahe tu sun le zaraa
Dil hai yeh sochta
Phir bhi nahi pataa
Kis haq se kahun bataa.
Ke main hoon hero tera
Teri wajah se hai mili
Jeene ki sab khwahishein
Paa loon tere dil mein jagah
Hai yeh meri koshishein
Main bas tera banu
Bin tere naa rahun
Maine toh maangi hai yeh duaa
Dil hai yeh sochta
Phir bhi nahi pataa
Kis haq se kahun bata.
Ki Main Hoon Hero Tera

Main Hoon Hero Tera (Armaan Malik Version) lyrics !!!